Drama: Rukhsati
Singer : Maria Meer
OST : Aanso'on Ki Rukhsati
Composer: Aamir Qureshi
Lyrics: Sabir Zafar
Written By: Amna Mufti
Directed By: Mohsin Mufti
Produced By: A&B Entertainment
Network: Geo TV
Every Wed at 8:00 PM
Cast: Abid Ali, Mehmood Akhtar, Sunita Marshall, Gul-e-Rana, Seema Sehar, Faizan Khawaja, Anum Fayyaz, Bilal Qureshi, Sana Askari, Tahira Imam
Download Mp3!
Listen Rukhsati OST Below:
Rukhsati Title Song Lyrics By Maria Meer
Mehndi ki bondein chamki
Khushiyon se aankhein chamki
Sab rasmein jo hain bas mein
Inhi k hony se jagti hai zindagi
Koi dekhy koi jaany, koi dekhy koi jaany
Palkon ki chalni se aanso'on ki rukhsati..
Baji shehnai, saji angrayi
Apna ap jala kr meri marzi ki shama jalai
Naya bandhan hai, naya jevan hai
Sakhiyo sang bhi chup nahi payi
Jany kiyn tanhaai,
Koi dekhy koi jaany, koi dekhy koi jaany
Palkon ki chalni se aanso'on ki rukhsati..
Sila nahi hai koi wafa ka
Reet yehi hai zamaany ki
Mili jo haiz sorat mujh ko
Qeemat ashk bahany ki
Mere khuda tu hi bta
Kis se karun ab mein gila
Qurbaaniyan hain raayigan
Kiun so gyi har duaa
Mehndi ki bondein chamki
Khushiyon se aankhein chamki
Sab rasmein jo hain bas mein
Inhi k hony se jagti hai zindagi
Koi dekhy koi jaany, koi dekhy koi jaany
Palkon ki chalni se aanso'on ki rukhsati..
Baji shehnai, saji angrayi
Apna ap jala kr meri marzi ki shama jalai
Naya bandhan hai, naya jevan hai
Sakhiyo sang bhi chup nahi payi
Jany kiyn tanhaai,
Koi dekhy koi jaany, koi dekhy koi jaany
Palkon ki chalni se aanso'on ki rukhsati..
Mehndi ki bondein chamki
Khushiyon se aankhein chamki
Sab rasmein jo hain bas mein
Inhi k hony se jagti hai zindagi
Koi dekhy koi jaany, koi dekhy koi jaany
Palkon ki chalni se aanso'on ki rukhsati..
Koi dekhy koi jaany, koi dekhy koi jaany
Palkon ki chalni se aanso'on ki rukhsati..!!